
k kafi dino se main yaha aa na saka
lagta hai mukaddar na chha he na tha
koshish to jarur ki
par uff iss ulfat nekuch isss kadar jakada
ki haal main bata na saku kisiko
main to kuch soch bhi na paya tha ki
khud ba khud dil se nikla
ki
"Palkon pe aanso'on ko saja na saka
Us ko bhi Dil ka haal bata na saka
Zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
Ek zakham bhi us ko dikha na saka,"
No comments:
Post a Comment