Thursday, June 2, 2011

kuch aisa lagta hai mujhe

kafi dino se khud ko khud se juda juda sa mehsooss kar raha hu.
lagta nai ki reh paunga iss jamee par aur jyada
par jab b sochta hu ki kya karna ab aur reh kar
kuch yaad aa jata hai purana sa
jo jane nai deta
yoooon lagta hai ki bas thehra sa hoon yadoon ke sahare
bas ab dar itana hai ki kahi koi thees na lag jae ki mai ulat padu
prakash.............

No comments: